Ek ajnabii hasinaa se
F# B C#7 F#
ek ajanabii, hasiinaa se, yuu.N mulaakaat, ho ga_ii
F# B C#7 F#
phir kyaa huaa, ye naa puuchho, kuchh aisii baat, ho ga_ii
ek ajanabii ...
F# Abm
vo achaanak aa ga_ii, yuu.N nazar ke saamane
Ab C# F#
jaise nikal aayaa ghaTaa se chaa.Nd
B C# F#
chehare pe zulfe.n, bikharii huii thii.n
B C# F# B F#
din me.n raat ho ga_ii
ek ajanabii ...
F# Abm
jaan-e-man jaan-e-jigar, hotaa mai.n shaayar agar
Ab C# F#
kahataa Gazal terii adaao.n par
B C# F#
mai.n ne ye kahaa to, mujhase Kafaa vo
B C# F# B F#
jaan-e-hayaat ho ga_ii
ek ajanabii ...
F# Abm
khuubasuurat baat ye, chaar pal kaa saath ye
Ab C# F#
saarii umar mujhako rahegaa yaad
B C# F#
mai.n akelaa thaa magar, ban ga_ii vo hamasafar
B C# F# B F#
vo mere saath ho ga_ii
ek ajanabii ...