The intro of this song sounds just like the original so u can play it through out
the song.
ENJOY!
Chords: C(032010) G(320003) D(x00232) A(002220) Em(022000)
Song: Aghosh (Entity Paradigm)
Deciphered By: Mazin Malik
INTRO:
---------0-----------------3------------0--------------------------
-----0-----0-----------3----3-------------0-----------0------------
-------2-----2-------0---0---0------0-------0-------0-0------------
---2---------------2--------------2---2-----------2----------------
-0---------------3--------------3---------------2------------3-2-0-
-----------------------------------------------------------0-------
Em C G
Tootay huway un khwabon kay
D G Em
uss dahektay suraj tallay
Em C G
Falaq say ub tapkay na jo
D G Em
Umeed kay qatray thay woh
Em C D G Em C D G
Talakh ansu won kay sai laab sayeyaeey jo
Em D G E
ho na saki num toh
Roti thee woh
C Em G D G
Ye hay Zameen meri maan thee woh
C Em G D G
Khuda ka wajooood mabooood thee woh
C Em C D G
sa ya thee roshni bhi thee woh
C Em G D G C Em
qadam tallay jannat meri aghosh thee woh ho ho ho
Em C G D G Em
Jis aasray keh liye rooh tadapti thee jiss ke liye
Em C G D G Em
jis shama ko woh jala na saki ha ha woh andhera hon mein
Em C D G Em C D G
Yeh guna gar haath bheek ki chaaaaon mein jo
Em G E
badhein dar badar uss kee soo
Dar rahi the woh...
C Em G F G
Ye hay Zameen meri maan thee woh
C Em G D G
Khuda ka wajooood mabooood thee woh
Solo:
C A G
Woh Aankh say tapka jo ab yeh lahoo
D G A
zakham bharney lagay
C A G
sar ba sajood hoon us k hazoor
D A
gunah dhulnay lagay
C G
darguzar uss maan nay kiya
D G A
faslay simatne lagay
C G
wahdahoo us ki kokh say hoon
G D A
aik hee nabz aik wajood
C Em G D G
Ye hay Zameen meri maan hai yeh
C Em G D G
Khuda ka wajooood mabooood hai yeh
C Em C D G
sa ya hai roshni bhi hai yeh
C D C D A
qadam tallay jannat meri aghosh hai yeh