Gm Cm D Gm
Gm Cm D Gm
[Verse 1]
Gm D#
Dil sunta hai, teri sadaa
F Dm
Aa ru ba ru, ab toh zara
D# Gm
Bechain si, meri zindagi
D
Sunn kar teri, yeh dastaan
Gm D#
Jeena mera, aasan kar
F Dm
Tu mil ke yeh, ehsaan kar
D# Gm
Kahin kho gaya, chain usko
D
Tere dard ko, ab jaan kar
Gm D#
Jaaniya o jaaniya
F D
Bas roye dil mera
D# F
Aasu palkon pe nahin hai bewajah
D# F Gm
Dil hai gum sadaa jaaniya
Gm Cm D Gm
Gm Cm D Gm
[Verse 2]
Gm D#
Tujhe paa liya, ya kho diya
F Dm
Iss baat par, dil ro diya
D# Gm
Ke chaah kar, tu naa aa sakey
D
Tu waqt hai, guzra hua
Gm D#
Tujhe rakh liya, inn yaadon ne
F Dm
Ik phool sa, kitaabon mein
D# Gm
Iss dil mein tu, rahega sadaa
D
Aur mehkega, inn saanson mein
Gm
Raaton mein tu jal jaata hai
Cm
Chehre mein tu dhal jaata hai
D Gm D
Taara hai tu mujh mein toota sa..
Gm
Neendhon mein jaga deta hai
Cm
Palkon ko bhigo deta hai
D Gm D
Dariya hai tu mujh mein dooba sa..
Cm F
Har waqt khwaabon ki tarah
D# F
Ab tu aata raha
Gm D#
Jaaniya o jaaniya
F D
Din kya raat kya
D# F
Aahat ho koi, lagta hai sadaa
D# F Gm
Ke tu hai wahan jaaniya
Gm D#
Jaaniya o jaaniya
F D
Bas roye dil mera
D# F
Aasu palkon pe nahin hai bewajah
D# F Gm
Dil hai gum sadaa jaaniya
Gm Cm D Gm
Gm Cm D