Chorus: (repeat 1+1)
F
Yeh chaand saa roshan chehara,
C
Zulfon kaa rang sunahara...
F
Yeh jheel si nelee aankhein,
C
Koi raaz hain in mein gahara...
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya!
Verse 1:
F Dm F
Ek cheez kayaamat bhi hai,
Bb C
Logon se suna karate thein...
F Dm F
Tumhe dekh ke maine manaa,
Bb C
Wo thik kaha karate thein...
Bb F
Wo thik kaha karate thein!
Verse 2:
F
Hai chaal mein teri zaalim,
C
Kuchh aisi bala ka jaadoo...
F
Sau baar sambhala dil ko,
C
Par ho ke raha bekaaboo...
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya!
Chorus:
F
Yeh chaand saa roshan chehara,
C
Zulfon kaa rang sunahara...
F
Yeh jheel si nelee aankhein,
C
Koi raaz hain in mein gahara...
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya!
Verse 3:
F Dm F
Har subha kiran ki laali,
Bb C
Hain rang tere gaalon kaa...
F Dm F
Har shaam ki chaadar kaali,
Bb C
Saaya hain tere baalon ka...
Verse 4:
F Dm F
Har subha kiran ki laali,
Bb C
Hain rang tere gaalon kaa...
F Dm F
Har shaam ki chaadar kaali,
Bb C
Saaya hain tere baalon ka...
Bb F
Saaya hain tere baalon ka...
Verse 5:
F
Tu balakhati ek nadiyan,
C
Har mauj tere angdaayi...
F
Jo in maujon mein doobaa,
C
Us ne hi duniya payee...
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya!
Chorus:
F
Yeh chaand saa roshan chehara,
C
Zulfon kaa rang sunahara...
F
Yeh jheel si nelee aankhein,
C
Koi raaz hain in mein gahara...
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya!
Verse 7:
F Dm F
Main khoj me hoon manzil ki,
Bb C
Aur manzil paas hai mere...
F Dm F
Mukhdese hatha do aanchal,
Bb C
Ho jaaye door andhere....
Bb F
Ho jaaye door andhere....
Verse 8:
F
Maana ke yeh jalwe tere,
C
Kardenge mujhe deewana...
F
Jee bharke zara yeh dekhoon,
C
Andaaz tera mastana...
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya!
Chorus:
F
Yeh chaand saa roshan chehara,
C
Zulfon kaa rang sunahara...
F
Yeh jheel si nelee aankhein,
C
Koi raaz hain in mein gahara...
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya!
F Bb C F
Taareef karon kya uski, jis ne tumhe banaaya! ||X5
(gradually speed up the tempo till end)