D UUD UUD DU
[Chorus]
D D G D
Koi kahe kehta rahe kitna bhi humko deewana x2
G G D
Hum logon ki thokar mein hai yeh zamaana
D D G D
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana x2
G G D
Oh, gaayenge hum apne dilon ka taraana
D D
Bigade duniya, bigadne bhi do
C C
Jhagade duniya, jhagadne bhi do
Am Am
Lade jo duniya, ladne bhi do
D D
Tum apni dhun gaao
D D
Duniya roothe, roothne do
C C
Bandhan toote, tootne do
Am Am
Koi chhoote, chhootne do,
D D
Na ghabraao
G G D
Hum hain naye, andaaz kyon ho puraana
[Verse]
D D G D
Aankhon mein hain bijliyaan, saanson mein tofaan hai
D D G D
Darr kya hai aur haar kya, hum isse anjaan hai
C Am D
Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen
C Am Em
Sitaarein bhi hum tod lenge, hamein hai yakeen
G G D
Ambar se hai aage hamaara thikaana
G G D
Hum hain naye, andaaz kyon ho puraana
[Verse]
D D G D
Sapnon ka jo des hai, haan hum vahin hain pale
D D G D
Thode se dil phenk hai, thode se hai mann chale
C Am D
Jahan bhi gaye apna jaadu dikhaate rahe
C Am Em
Mohabbat haseenon ko aksar sikhaate rahe
G G D
Aaye hamein dil aur neendein churaana
G G D
Hum hain naye, andaaz kyon ho puraana