Chorus 1: {repeat 1+1}
E C#m
Kisi ki muskurahathon pe ho nisaar;
B
Kisi ka dard mil saake to le udhaar;
A
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar -
E
Jeena isi ka naam hai!
Interlude:
E-------------------------------------------
A-------------------------------------------
D-------------------------------------------
G-99---99------9---9---9-89-6---(fast part)-
B---9----9(10)9-979-979-7---------(pause)---
e----97-------------------------------------
Verse 1:
E C#m
Maana apani jeb se fakeer hain,
A
Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain!
E C#m
Maana apani jeb se fakeer hain,
A
Phir bhi yaaron dil ke hum ameer hain!
C#m
Mitey jo pyaar ke liye, woh zindagi,
B
Jale bahaar ke liye, woh zindagi.
A
Kisi ko ho na ho, hamein to aitabaar -
E
Jeena isi ka naam hai!
Interlude: repeat
Verse 2:
E C#m
Rishta dil se dil ke aitabaar ka,
A
Zinda hai humhe se naam pyaar ka.
E C#m
Rishta dil se dil ke aitabaar ka,
A
Zinda hai humhe se naam pyaar ka.
C#m
Ke mar ke bhi, kisi ko yaad aayenge;
B
Kisi ke aansuoon mein muskurayenge;
A
Kahega phool har kaali se baar baar -
E
Jeena isi ka naam hai!
Chorus 2:
E C#m
Kisi ki muskurahathon pe ho nisaar;
B
Kisi ka dard mil saake to le udhaar;
A
Kisi ke waaste ho tere dil mein pyaar -
E
Jeena isi ka naam hai!