[Intro]
C Am
Kehte hain khuda ne iss, Jahan mein sabhi ke liye
C Am
Kisi na kisi ko hai, Banaya har kisi ke liye
F
Tera milna hai uss, Rab ka ishara maano
G
Mujhko banaya tere, jaise he kisi ke liye
C Am
Kehte hain khuda ne iss, Jahan mein sabhi ke liye
C Am
Kisi na kisi ko hai, Banaya har kisi ke liye
F
Tera milna ha uss, Rab ka ishara maano
G
Mujhko banaya tere, jaise he kisi ke liye
[Chorus]
C Am
Kuch to hai tujhse raabta, kuch to hai tujhse raabta
C Am
Kaise hum jaanen hamen kya pata, kuch tov hai tujhse raabta
F
Tu humsafar hai, phir kya fikar hai
G
Jeene ki wajah yahi hai, Marna issi ke liye
C Am
Kehte hain khuda ne iss, Jahan mein sabhi ke liye
C Am C
Kisi na kisi ko hai, Banaya har kisi ke liye
C F Am Am C
O o o, o o o, o o o o o o
[Verse]
Am C F C
Meharbaani jaate jaate mujhpe kar gaya
Am C F G
Guzarta sa lamha ek daaman bhar gaya
F C Am G
Tera nazaara mila, Roshan sitara mila
F G Am G
Taqdeer ki kashtiyon ko, Kinara mila
C Am
Sadiyon se tarsen hain, Jaisi zindgi ke liye
C Am
Teri saubat mein, Duayein hain ussi ke liye
F
Tera mila hai uss, rab ka ishaara mano