Scale: A Minor
Time Signature: 4/4
Tempo: 60
Suggested Strumming: DU,DU,DU,DU
[Intro]
Am G F x2
[Verse]
Am G
Yar milte hai pyar milte hai
F G
Hamko yarro nasib se
Am G F G
Ek duje ki adate bante dil ko chute karib se
Am G F G
Har hassi be aansu pe de de jo pehra
C G F G
Ek din kyu chale hain jate chod ke tanha
[Chorus]
C G F G
Yeh dosti..... milti nasib se
C G F G
Yeh dosti....milti nasib se
C G F G
Yeh dosti.... najuk hain narm hain
C G F G
Yeh dosti.... yaaro ka karm hain
[Instrumental]
Am G F G
[Verse]
Am G F
Dosti Ankh se chalak ti hain
G
Jab Ban ke Paani
Am G F
Har kisi bund me jalkti hain
G
Koyi kahaani
Am G F G
Zindgi ke rasto pe hote kitne male
C G F G
Dosto ke khone ka bhi hota hain phir khel
[Chorus]
C G F G
Yeh dosti....karti hain ankh num
C G F G
Yeh dosti.... deti hain khub gum
C G F G
Yeh dosti.... milti hain nasib se
C G F G
Yeh dosti.... khilti hain nasib se
[Instrumental]
Am G F G
[Verse]
Am G F G
Hota kya fasla pucha karta hu main khudse
Am G F G
dur hain log jo sach main hain kya dur mujse
Am G F G
Dil ki jebo main hain sikee jiski batton ke
C G F G
Pass hain wo phir kahi bhi betha hu chupke
[Chorus]
C G F G
Yeh dosti.... tute bhi ruthke
C G F G
Yeh dosti.... banti bhi tutke
C G F G
Yeh dosti.... banti nasib se
C G F G Am
Yeh dosti.... chalti nasib se.