Strumming: DdU|UdU|
[Intro] (x8)
Am F D
[Verse]
Am
Ab na mujhko yaad beeta
F D
Main toh lamhon mein jeeta
Am
Chala ja raha hoon
F D
Main kahaan pe ja raha hoon…
Am F D
Kahaan hoon?
Am F D
Iss yaqeen se main yahan hoon
Am
Ki zamana yeh bhala hai
F D
Aur jo raah mein mila hai
Am
Thodi door jo chala hai
F D
Woh bhi aadmi bhala tha
Am F
Pata tha…
D Am F D
Zara bas khafa tha
F C
Woh bhatka sa raahi mere gaanv ka hi
G D
Woh rasta puraana jisey yaad aana
F C
Zaroori tha lekin jo roya mere bin
G D
Wo ek mera ghar tha
F C
Puraana sa darr tha
G D F C
Magar ab na main apne ghar ka raha
G F C G D
Safar ka hi tha main safar ka raha
[Chorus]
F C
Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
G D
Safar ka hi tha main safar ka raha
F C
Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
G D
Safar ka hi tha main safar ka raha
F C
Main raha… o o…
G D
Main raha… wo o…
F C G
Main raha…
[Instrumental] (x4)
F C G D
[Instrumental] (x2)
Am F D
[Verse]
Am F D
Neel patthron se meri dosti hai
Am F D
Chaal meri kya hai raah jaanti hai
Am F D Am F D
Jaane rozana… zamana wohi rozana
Am F D
Shehar shehar fursaton ko bechta hoon
Am F D
Khaali haath jaata khaali laut’ta hoon
Am F D Am F D
Aise rozana.. rozana khud se begana…
F C
Jabse gaanv se main shehar hua
G D
Itna kadva ho gaya ki zehar hua
F C
Main toh rozana
G D F C
Na chaaha tha yeh ho jaana maine
G D F C
Ye umrr, waqt, raasta.. guzarta raha
G
Safar ka hi tha main safar ka raha
[Instrumental]
F C G D
[Chorus]
F C
Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
G D
Safar ka hi tha main safar ka raha
F C
Idhar ka hi hoon na udhar ka raha
G D
Safar ka hi tha main safar ka raha
F C
Main raha… o o…
G D
Main raha… wo o…
F C G
Main raha…
[Outro] (x4)
F C G D
Safar ka hi tha main safar ka raha