Anik verma
Zarooti tha by rahat fateh ali
Begining
[Verse]
G#m
Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
E
Tune jab aakhiri khat, mera jalaya hoga
G#m C#m E
Tune jab phool, kitabon se nikaale honge
E G#m
Dene wala bhi tujhe yaad toh aaya hoga
G#m E G#m E
Aaaa… Aaaaa…
G#m F# E G#m
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
F# E G#m
Mohabbat bhi zaroori thi Bichadna bhi zaroori tha
G#m C#m
Zaroori tha ki
F# E G#m
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
G#m G# F# E
Magar phir aarzu’on ka
G#m
bikharna bhi zaroori tha
F# E G#m
Teri aankhon ke dariya ka utarna bhi zaroori tha
[Instrumental]
G#m F# D#m F# G#m F# G#m
[Verse 2]
G#m C#m G#m
Batao yaad hai tumko Wo jab dil ko churaya tha
F# C#m G#m
Churaai cheez ko tumne Khuda ka ghar banaya tha
E G#m
Wo jab kehte thhe
F# E G#m
Mera naam tum tasbih mein padhte ho
E G#m F
Mohabbat ki Namaazo ko
E G#m
qara karne se darte ho
F#
Magar ab yaad aata hai
B G#m
Wo baatein thi mahaz baatein
F# E
Kahin baaton hi baaton mein
G#m
Mukarna bhi zaroori tha
F# E
Teri aankhon ke dariya ka
G#m
Utarna bhi zaroori tha
Aaaa… Aaaa…
[Verse 2]
G#m C#m G#m
Wahi hai suratein apni Wahi main hoon, wahi tum ho
C#m G#m
Magar khoya hua hoon main Magar tum bhi kahin ghum ho
F# E G#m
Mohabbat mein dagha ki thi So kaafir thhe so kaafir hain
E G#m F#
Mili hain manzilein phir bhi
E C#m
Musafir thhe, musafir hain
F
Tere dil ke nikaale hum
B G#m
Kahan bhatke, kahan pahunche
F# E
Magar bhatke toh yaad aaya
G#m
Bhatakna bhi zaroori tha
F# E
Mohabbat bhi zaroori thi
G#m
Bichhadna bhi zaroori tha
C#m
Zaroori tha ki
F# E
Hum dono tawaaf-e-aarzoo karte
G#m G# F# E
Magar phir aarzu’on ka
G#m
Bikharna bhi zaroori tha
F# E
Teri aankhon ke dariya ka
G#m
Utarna bhi zaroori tha
Thanks for watching