An awesome song with very powerful lyrics and a message.
Piyush Mishra penned it and sung it for Coke Studio in India
[Verse 1]
Bm G Dm G#m
Lahore ke uss, Pehle jile ke, Do pargana mein pahunche
Bm G Dm G#m
Resham gali ki, Dooje kuche ke, Chauthe makaan mein pahunche
Bm F#m D
Aur kehte hai jisko, Dooja mulk uss, Pakistan mein pahunche
Bm D G#m Bm
Likhta hun khat mein, Hindustan se, Pehlu e Husna mein pahunche
Bm
O Husna ……………. O Husna
[Verse 2]
Bm G
Main to hun baitha, O Husna meri, Yaadon purani mein khoya
Bm G
Main to hun baitha, O Husna meri, Yaadon purani mein khoya
Bm G
Pal pal ko ginta, Pal pal ko chunta, Beeti kahani mein khoya
Bm G#m
Patte jab jhadte Hindustan mein, Yaadien tumhari ye bolein
Bm G#m
Hota ujala, Hindustan mein, batein tumhari ye bolein
Bm F#m Bm E
O Husnaa meri yeh to batado, Hota hai aisa kya Uss gulistan mein
Bm G Bm G#m D
Rehti ho nanhee kabutar see gum tum jahaan ….O Husna
G D G G#m Bm
Patte kya jhadte hain Pakistan mein Vaise hi jaise jhadte yahaan O Husna
G Bm G#m F#m Bm
Hota ujala kya vaisa hi hai Jaisa hota Hindustan mein haan O……..O Husna
F#m G Bm E Bm
Who …..heeron ke ranjhe Woh nagmein mujhko, Ab tak aa aake sataien
[Verse 3]
Bm G Bm
Woh Bulley Shah ki Takriro ki, jheene jheene saaye
Bm G Bm E Bm
Woh Id ki iddi Lambi namazey Seyvaiyon ki jhaale
Bm G Bm E Bm
Woh Diwali key diye sang mein Baisakhi ke badal
Bm G#m Bm
Holi ki woh lakdi jinmein Sang sang aanch lagai
Bm G Bm G#m
Lohdi ka woh dhuan jis mein Dhadkhan hai sulgai
Bm F#m Bm C#m
O Husna meri ye toh batado Lohdi ka dhuan kya ab bhi nikalta hai
G Bm D#m D
Jaisa nilkalta tha uss daur mein vahaan O Husna
[Chorus 1]
Bm
Dhuan mein gulstan yeh barbaad ho raha hai
Bm
Ik rang sya kaala, ejad ho raha hai
Bm
Dhuan mein gulstan yeh barbaad ho raha hai
Bm
Ik rang sya kaala, ejad ho raha hai
Bm
Dhuan mein gulstan yeh barbaad ho raha hai
Bm
Ik rang sya kaala, ejad ho raha hai
[Verse 4]
G D Bm
Ke heeron ke ranjhon ke Nagmein kya ab bhi Sune jaate hai haan vahaan
Bm
O Husna
Bm
Aur rota hai raaton mein Pakistan kya vaise hi jaise Hindustan
Bm
O Husna