[Verse]
E A
Aisa dekha nahi khoobsurat koi
E A
Jism jaise Ajanta ki murat koi
A E
Jism jaise nigahon pe jadoo koi
A E
Jism nagma koi jism khushboo koi
Dsus2 Bm A
Jism jaise mehakti hui chandni
Dsus2 Bm A
Jism jaise machalti hui ragini
A Bm Dsus2 A
Jism jaise ke khilta hua ik chaman
A Bm Dsus2 A
Jism jaise ke suraj ki pehli kiran
A Dsus2
Jism tarsha hua dilkash-o-dilnasheen
E Bm E
Sandleen sandleen marmareen marmareen
[Chorus]
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
E Bm
Afreen afreen afreen afreen
Dsus2 Bm E
Tu bhi dekhe agar toh kahe humnasheen
Bm Dsus2 E
Afreen afreen afreen afreen
[Verse]
E A
Chehraa Ek Phool Kee Terha Shadaab Hai
E A
Chehraa Uss Ka Hai Yaa Koi Mehtaab Hai
A E
Chehra Jaisee Ghazal Chehra Jane Ghazal
A E
Chehraa Jaisee Kaleee Chehraa Jaisee Kanval
Dsus2 Bm A
Chehraa Jaisee Tasavar Bhi Tasveerrr Bhie
Dsus2 Bm A
Chehraa Ek Khawab Bhi Chehraa Tabeer Bhie
A Bm Dsus2 A
Chehraa Koi Aleef Lailvee Dastaaaaan
A Bm Dsus2 A
Chehraa Ek Paal Yaqeen Chehraa Ek Paal Goomaaan
A Dsus2
Chehraa Jaisaa Keh Chehraa Kaheen Bhi Nahi
E Bm E
Mahroon Mahroon Mehjabeen Mehjabeeeen
[Chorus]
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
E Bm
Afreen afreen afreen afreen
Dsus2 Bm E
Tu bhi dekhe agar toh kahe humnasheen
Bm Dsus2 E
Afreen afreen afreen afreen
[Verse]
E A
Ankheen Dekheen To Main Dekhtaa Rah Giyaa
E A
Jaam Dooo Aur Doonoon Hee Do Ateshaa
A E
Ankheen Yaa Makade Kaee Doo Baab Hain
A E
Ankheen Inn Ko Kahoon Yaa Kahoon Khawab Hain
Dsus2 Bm A
Ankheen Neechee Hue To Haya Baan Gayeen
Dsus2 Bm A
Ankheen Oonchee Hue To Dua Baan Gayeen
A Bm Dsus2 A
Ankheen Uth Kar Jhakeen Too Ada Baan Gayeen
A Bm Dsus2 A
Ankheen Jhuk Kar Utheen To Qadaa Baan Gayeen
A Dsus2
Ankheen Jin Main Hain Asmaan O Zameeeeen
E Bm E
Nargasee Nargaseee Surmayee Surmayeee
[Chorus]
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
E Bm
Afreen afreen afreen afreen
Dsus2 Bm E
Tu bhi dekhe agar toh kahe humnasheen
Bm Dsus2 E
Afreen afreen afreen afreen
[Verse]
E A
Zulfe Jana Kee Bhi Lambee Hai Dastaaan
E A
Zulf Kee Mare Dil Per Hai Perchaiyaaan
A E
Zulf Jaisee Keh Umdeee Hoyee Hoo Ghataa
A E
Zulf Jaisee Keh Hoo Koi Kali Balaaaa
Dsus2 Bm A
Zulf Uljheee To Duniyaa Pareshan Hoo
Dsus2 Bm A
Zulf Suljhee Too Yeh Deed Asaaan Hoo
A Bm Dsus2 A
Zulf Bikhree Siyah Raaat Chanee Lagee
A Bm Dsus2 A
Zulf Lehrayee To Raat Janeee Lageee
A Dsus2
Zulf Zanjeer Hai Phir Bhi Hai Kitnee Haseeen
E Bm E
Rashmeen Rashmeen Ambreeyeeen Ambreeyeeen
[Chorus]
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
A Dsus2 A
Husan-e-jaana ki tareef mumkin nahi
E Bm
Afreen afreen afreen afreen
Dsus2 Bm E
Tu bhi dekhe agar toh kahe humnasheen
Bm Dsus2 E
Afreen afreen afreen afreen