[Chorus]
D# A#
Aap ki aankhon mein kuchh mehke hue se raaz hai x 2
A# F A# D#
Aapase bhi khoobsurat aapke andaaz hain
D# A#
Aap ki aankhon men kuchh mehke hue se raaz hai
[Verse 1]
Cm G# Cm D#
Lab hile to mogare ke phool khilte hain kahiin
Cm G# G# - A# D#
Aap ki aankhon mein kyaa saahil bhii milte hain kahiin
A# G# - F A# D#
Aap ki khaamoshiyaan bhii aap ki aavaaz hain
D# A#
Aap ki aankhon men kuchh mehke hue se raaz hai
[Verse 2]
Cm G# Cm D#
Aap ki baaton mein phir koi sharaarat to nahin
Cm G# G# - A# D#
Bevaja taarif karna aap ki aadat to nahin
A# G# - F A# D#
Aap ki badmaashiyon ke yeh naye andaaz hai
[Chorus]
D# A#
Aap ki aankhon mein kuchh mehke hue se raaz hai
D# A#
Aap ki aankhon mein kuchh mehke hue se raaz hai
=======
This is my interpretation of the song. I hope you like it.
Amit Rai
=======