Em Am
Dil Aaj Shair Hai, Gham Aaaj Nagma Hai
G
Shab Yeh Ghazal Hai Sanam mm m
Em Am
Dil Aaj Shair Hai, Gham Aaaj Nagma Hai
G
Shab Yeh Ghazal Hai Sanam
Em Am
Gairon Ke Sheron Ko, O Sunne Wale
F E Em
Ho Is taraf Bhi Karam..
Em
Aake Zara Dekh to Teri Khatir
G A Em
Hum Kistarah Se Jiye
Am
Aason Ke Dhaage Se Seete Rahe Ham
F E Em
Jo Zakham Tu ne Diye
Em Am
Chahat Ke Mehfil, Mein Gham Tera Lekar
G
Kismat Se Khela Juyaa
Em Am
Duniya Se Jeete Par Tujh Se Haare
F E Em
Yun Khel Apna Huva
G Bm Em
Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi jawab
G Bm Em
Hai pyaar humne kiya jis tarah se, uska na koi jawab
Am F E Em
Zarra thhey lekin teri lau mein jalkar, hum ban gaye aaftaab
Em Am G Em
Hum se hai zinda wafa aur humhi se hai teri mehfil jawaan
Em Am F E Em
Hum jab na honge to ro ro ke duniya dhundhegi mere nishaan
Em G A Em
Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid
Em G A Em
Ye pyaar koi khilauna nahin hai, har koi le jo kharid
Am F E Em
Meri tarah zindagi bhar tadap lo, phir aana uske karib
Em Am G
Hum to musafir hain, koi safar ho, hum to guzar jayenge hi
Em Am
Lekin lagaya hai jo daav humne
F E Em
Woh jeetkar aayenge hi
F E Em
Woh jeetkar aayenge hi
F E Em
Woh jeetkar aayenge hi