Balam Pichkari / Yeh Jawaani Hai Deewani (2013)
[Intro]
Dm C A# C
Balam pichkari jo tune mujhe maari
Toh bole re zamana kharabi ho gayi
Mere ang raja, jo tera rang laga
Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi
Music
Dm C
Itna maza, kyun aa raha hai
A# Dm
Tune hawa mein bhaang milaya
Fillers
Dm C
Itna maza, kyun aa raha hai
A# Dm
Tune hawa mein bhaang milaya
Dm C
Dugna nasha, kyun ho raha hai
A# Dm
Aankhon se meetha tune khilaya
G C Dm
Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi
G A# Dm
Manchali chaal kaisa nawaabi ho gayi, toh…..
Dm Dm
Balam pichkari jo tune mujhe maari
C A# Dm
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Dm Dm
Haa Jeans , pahen ke jo tune maara thumka
C A# Dm
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
[Verse 1]
Dm Dm
Teri kalaayi hai, haathon mein aayi hai
F C Dm
Maine maroda toh, lagti malaai hai
Dm Dm
Mehenga padega ye,chaska malaai ka
F C Dm
Upvaas karne mein teri bhalaai hai
Fillers - dholak
Gm C Dm
Ho bindiya teri mehetaabi ho gayi
Gm A# Dm
Dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi ,toh
Dm Dm
Balam pichkari jo tune mujhe maari
C A# Dm
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Dm Dm
Haa Jeans , pahen ke jo tune maara thumka
C A# Dm
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
[Verse 2]
Dm Dm
Kyun 'no-vacancy' ki, hothon pe gaali hai
F C Dm
Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai
(kamra toh khaali hai...)
Dm Dm
Mujhko pata hai re Kya chahata hai tu
F C Dm
Boli bhajan teri Neeyat Qawwali hai
Gm C Dm
Zulmi ye haazir-jawaabi ho gayi
Gm A# Dm
Tu toh har taale ki aaj chaabi ho gayi, toh
Dm Dm
Balam pichkari jo tune mujhe maari
C A# Dm
Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi
Dm Dm
Haa Jeans , pahen ke jo tune maara thumka
C A# Dm
Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2)
C A# Dm
Haan, bole re zamana kharabi ho gayi
C A# Dm
Haan, bole re zamana kharabi ho gayi...